![]() |
Na tha kuch to Khuda tha by Mirza Ghalib |
Mirza Ghalib
Na tha kuch to Khuda tha, Kuch na hota to Khuda hota
Daboya mujhko hone ne na hota mein to kia hota
Huwa jab gham se youn behis to ghum kia sir katnay ka
Na hota gar juda tan se to zanoon per dhara hota
0 comments:
Post a Comment